[ar:A. R. Rahman] [ti:Jashn-E-Bahaaraa] [al:] [offset:0] [00:00.45]A. R. Rahman - Jashn-E-Bahaaraa [00:24.79]Kehne ko jashn-e-bahaara hai ishq yeh dekhke hairan hai [00:31.54]Kehne ko jashn-e-bahaara hai ishq yeh dekhke hairan hai [00:38.78]Phul se khusbu khafa khafa hai gulshan mein [00:45.46]Chupa hai koyi ranj fija ki chilman mein [00:51.58]Saare sehme najaare hain soye soye waqt ke dhaare hain [00:58.92]Aur dil mein koyi khoyi si baten hain [01:06.39]Kehne ko jashn-e-bahaara hai ishq yeh dekhke hairan hai [01:13.21]Phul se khusbu khafa khafa hai gulshan mein [01:20.23]Chupa hai koyi ranj fija ki chilman mein [01:55.46]Kaise kahen kya hai sitam sochate hai abb yeh hum [02:01.73]Koyi kaise kahen woh hai ya nahee humaare [02:08.90]Karte toh hai saath safar faasale hain phir bhi magar [02:15.61]Jaise milte nahee kisi dariya ke do kinaare [02:23.08]Pasa hain phir bhi paas nahee humko yeh gum raas nahee [02:29.71]Seeshe ki ik diwaar hai jaise darmiyaan [02:36.26]Saare sehme najaare hain soye soye waqt ke dhaare hain [02:43.31]Aur dil mein koyi khoyi si baten hain [02:50.83]Kehne ko jashn-e-bahaara hai ishq yeh dekhke hairan hai [02:57.61]Phul se khusbu khafa khafa hai gulshan mein [03:04.56]Chupa hai koyi ranj fija ki chilman mein [03:27.56]Hamane ne jo tha nagma suna dil ne tha usako chuna [03:33.96]Yeh daastaan hame waqt ne kaisi sunayi [03:41.10]Hum jo agar hai gumgin woh bhi udhar khush toh nahee [03:47.77]Mulaakaato mein jaise ghul si gayi tanhayi [03:54.84]Milake bhi hum milate nahee khilake bhi gul khilate nahee [04:01.86]Aankhon mein hai bahaaren dil mein khija [04:08.21]Saare sehme najaare hain soye soye waqt ke dhaare hain [04:15.41]Aur dil mein koyi khoyi si baten hain [04:21.15]O ho [04:22.90]Kehne ko jashn-e-bahaara hai ishq yeh dekhke hairan hai [04:29.89]Phul se khusbu khafa khafa hai gulshan mein [04:36.78]Chupa hai koyi ranj fija ki chilman mein